*ae chand......!*
*usay kehna wo jo door bahut door basta hai,*
*usay koi yaad karta hai be-hissab karta hai,***
* usay kehna.....***
*jab wo kisi ke sang hansta hai,*
*to phir door bahut door **kisi ka dil dharkta hai, ***
* usay kehna....***
*jab wo udas hota hai pas uske koi gham hota hai,*
*to phir door bahut door kisi ki aankhon se lahoo barsta hai,***
* ae chand....... ..! **usay kehna....***
*jise wo chor aaya tha jise wo tor aaya tha,*
*wo aaj bhi tere aas pas basta hai.......*
Neelu Khan